Download App
>> | LShop | >> | Book | >> | Health & Personal De... | >> | Mind, Body, Spirit | >> | Yoga Ewam Samagra Sv... |
ISBN
:
9789350180280
Publisher
:
Readworthy Publications (p) Ltd.
Subject
:
Mind, Body, Spirit
Binding
:
Hardcover
Pages
:
150
Year
:
2011
₹
495.0
₹
366.0
Buy Now
Shipping charges are applicable for books below Rs. 101.0
View DetailsEstimated Shipping Time : 5-7 Business Days
View DetailsDescription
Manushye prakriti ki ek divye rachna hai aur bhotik jagat vyakti ke divye gono ka udaghatan karne ki ek mahaan prayogshala hai. kintu yeh tabhi sambhav ho payega jab manusheye ko samagra swasthye oplabdha ho. matra bimari ya sharirik durbalta se mukti paana hi swasthye nahi hota, balki vyakti ki sharirik, maansik ewa samajik istithiyon me puran samanvyan hi swasthye hai. samagra swasthye hamari aantarik ghatna hai. sharirik swasthye aantarik swasthye ka pratibimba hai. Prastuta pustak me yoga aur samagra swasthye ki aavdharnow ka vegyanik ewa darshanik drishticon se vivechan kiya gaya hai. maharshi pantjali dwara vanit 'aashtang yoga'ke vibhin aayamo ke samagra swasthye par padne wale prabhwo ki bhi vistrit vyakheya ki gai hai. Is putak me is baat par vishesh jor diya gaya hai ki samagra swasthaye yoga dwara hi sambhav hai.
Author Biography
Amarjit yadav laknow vishwavidhyale, laknow ke yoga ewa prakritik chikitsa paadyekram me shishak hai. aapke kai darjan sodha-patra rashtriye ewa antarrashtriye patrikao me prakashit ho choke hai. Dr. yadav yoga ewa prakratik chikitsa ki aanek rashtriye ewa antarrashtriye sansthano se bhi judea hue hai. Sohan Raj Tatar Sindhaniya vishwavidhaly, pacheri baari (zunzunu-rajasthan) ke kulpati aur jain vishwabharti vishwavidhaly, ladanu ke maanad salhakar reh chuke hai. way jodhpur rashatriye vishwavidhaly aur sindhaniya vishwavidhaly ke sanrakshak professor bhi hai. Purva me Dr. Tatar rajasthan sarkar ke jan suwasthy abhiyantrik vibhag me 30 warsha tak saywarat rahe tatha adhishan abhiyanta pad se saywacha purvak nivriti prapta ki. Dr. Sohan Raj Tatar ki darshan, voga aur shiksha par 20 pustake prakashit ho chuki hai.Table of ContentsSamagra swasthya ki aavdharna Swasthya ke aanga Swasthya ke averodhak evam nirdharak aasno ke laabha evam saavdhaniyan aashtang yoga ke aang evam swasthya roog pratirodhak shamta prayawaran evam swasthya
Related Items
-
of
Are you sure you want to remove the item from your Bag?
Yes
No
Added to Your Wish List
OK
Your Shopping Bag
- 1 Item
Item
Delivery
Unit Price
Quantity
Sub Total
Order Summary